mana k bura hon magar itna bhi nahi kuch nazron se gira hon... magar itna bhi nahiii koi koshish to kare muje samja ne ki main toot ke bikhra hon magr itna bhi nahi kon kehta hai main waqif nahi adab-e-muhabbat se thora sa bewafa hon magar itna bhi nahi wo kam-se-kam mananay to aye muje ay dost main ussy khafa hon magr itna bhi nahiii.
Bhigi Palko Per Naam Tumhara Hai Bich Bhanwar Kasti Badi Dur Kinara Hai Pooche Ye Laher Kyo Hai Duri Ishq Me Aakir Kyo Hai Majboori Mere Nahi Too Kya Mera Har Pal Tumhara Hai Ujda Mera Nasseb Haath Mere Khali Tuu Salamat Rahe Rab Hai Malik Dil Pe Kya Gujere Jo Saks Hamara Hai Bujene Lage Diye Tej Hawao Me Ab Raha Na Dam Meri Sadao Me Mot Samne Hai Kya Khoob Nazara Hai Bhigi Palko Per Naam Tumhara Hai Bich Bhanwar Kasti Badi Dur Kinara Hai
*. Kal na phir ye samaa hoga,
Hum mein se kaun najaane kahaan hoga..?
Murjhaaye phool to mil jaenge kitaabon mein,
Par bicchde Doston ka shayad hi koi pataa hoga….
*.